Posts

Showing posts with the label Attiq Ur Rehman

Ummati hun Mein Mustafa ka Lyrics || Attiq Ur Rehman

Mere Pyare Nabi , Mere Pyare Nabi Hai Naaz Mujko hai Khush-nasibi, ke Ummati hun Mein Mustafa ka Ghulamo Dayee Jahan mein Unka, Bana Mein Fazlo Karam Khuda ka Tere Zamane mein Kash Uthta, To Zindagi Meri Phuul hoti Mein Sath Chalta to Mera Surma, Wo Tere Qadmon ki Dhul hoti Ke Tere Hamrah Jango Hijrat, mein Aazmaeesh Qubul hoti Teri Mahobbat mein Sar katata, Mein Paas rakhta teri wafa ka Hai Naaz Mujko hai Khush-nasibi, ke Ummati hun Mein Mustafa ka Ghulamo Dayee Jahan mein Unka, Bana Mein Fazlo Karam Khuda ka Mere Pyare Aaqa ! Mere Pyare Aaqa ! Imaam Tu Muqtadee mein hota, Na girne deta Wazoo ke Qatre Zameene Taeef pe dhal ban kar, Mein Modta sare Sango Khatre Wo Ahle Suffa Wo Badr wale, Jidhar se Imaan wale Guzre Surroro Taskeeno Itminaan Ik , Ke Lutf pata Mein Us Fiza ka Hai Naaz Mujko hai Khush-nasibi, ke Ummati hun Mein Mustafa ka Ghulamo Dayee Jahan mein Unka, Bana Mein Fazlo Karam Khuda ka Mere Pyare Nabi , Mere Pyare Nabi Umooro Ahekam Faisale au...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है